Roman script

izzat se jina izzat se marna 

izzat se jina izzat se marna 

izzat nahi to kya jina marna 

izzat nahi to kya jina marna 

izzat se jina izzat se marna 

izzat nahi to kya jina marna

kyu bhayi mastar wah wah patnar 

izzat se jina izzat se marna 

izzat nahi to kya jina marna

aisi to anmol yaha par chij nahi hai koi 

uske paas raha kya baki jisne izzat khoyi 

ek taraf hum ek taraf ho jaye duniya sari 

jaan hai sabko pyari humko jaan se izzat pyari 

ek duje ye wada hai karna 

izzat se jina izzat se marna 

izzat nahi to kya jina marna

kyu bhayi mastar wah wah patnar 

izzat se jina izzat se marna 

izzat nahi to kya jina marna

jab aawaj lagau jab aawaj lagau 

tu daudi daudi aana bhul nahi jana tu 

bachpan ka pyar purana 

dekha kaise daud ke aayi main kaise na aati 

kitne din ke baad mile hum tin purane sathi 

marke bhi nahi humko bichhdna 

izzat se jina izzat se marna 

izzat se jina izzat se marna 

izzat nahi to kya jina marna 

izzat nahi to kya jina marna

kyu bhayi mastar wah wah patnar 

izzat se jina izzat se marna 

izzat nahi to kya jina marna

Explore this song