Roman script

its magic its magic, its magic its magic

kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi

hota hai jo kuch bhi sab khel hai

its magic its magic, its magic its magic

parde ke girte hi parde ke uthte hi

badla nahi jo badal sakta hai

parde ke girte hi parde ke uthte hi

badla nahi jo badal sakta hai

kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi

hota hai jo kuch bhi sab khel hai

dur ki chij hi kyun lagi ye hansi

dur ki chij hi kyun lagi ye hansi

pas ki chij ka kyun nahi hai yakin

dil ne kaha sabse magar insan duje ki sunta nahi

sunta nahi, sunta nahi

kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi

hota hai jo kuch bhi sab khel hai

parde ke girte hi parde ke uthte hi

its magic its magic, its magic its magic

aaiye, dekhiye, dekh ke sochiye

aaiye, dekhiye, dekh ke sochiye

soch ke phir meri bat ko toliye

chhota hai jo chhota nahi usme bhi koi badi bat hai

badi bat hai, badi bat hai

kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi

hota hai jo kuch bhi sab khel hai

its magic its magic, its magic its magic

its magic its magic, its magic its magic

parde ke girte hi parde ke uthte hi

badla nahi jo badal sakta hai

kachha nahi kuch bhi pakka nahi kuch bhi

hota hai jo kuch bhi sab khel hai

Explore this song