Roman script

itni wafa to aap me nikli

itni wafa to aap me nikli

ho gaye aap kisi ke

ho gaye aap kisi ke

mera daman aap na dekhe

aansu hai ye khushi ke

aansu hai ye khushi ke

maine jo chaha aapne paya

maine jo chaha aapne paya

ho ye mubarak pyar ka saya

hote nahi hai is duniya me

hote nahi hai is duniya me

aise nasib sabhi ke

itni wafa to aap me nikli

ho gaye aap kisi ke

ho gaye aap kisi ke

mera daman aap na dekhe

aansu hai ye khushi ke

aansu hai ye khushi ke

daal ke ghunghat baandh ke sahre

daal ke ghunghat baandh ke sahre

dil hi dil me rote hai chehre

daulat ke sholo me jal gaye

daulat ke sholo me jal gaye

arma dil ki lagi ke

itni wafa to aap me nikli

itni wafa to aap me nikli

ho gaye aap kisi ke

ho gaye aap kisi ke

mera daman aap na dekhe

aansu hai ye khushi ke

aansu hai ye khushi ke

Explore this song