Roman script

aa, radha ke rahate ji gopiya, kyu dekhe gopala

ghar me makhan mile to, bahar kyu jaye nandlala

itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala 

gopala tere liye tufano se, hum takara jayenge 

phul to kya sholo par, hum nachege gayenge

sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala 

jina mushkil kar du uska, tujhse kare jo dur mujhe

maut gawara kar sakti hu, saut nahi manjur mujhe

jina mushkil kar du uska, tujhse kare jo dur mujhe

mot gawara kar sakti hu, shot nahi manjur mujhe 

jisko ho vishawas usi ka,  premi par hak rahata hai

tut ke hi rahata hai wo dil, jis dil me shak rahata hai 

sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala 

sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala 

radha ke rahate ji gopiya, kyu dekhe gopala

ghar me makhan mile to, bahar kyu jaye nandlala

itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala 

itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala

ho pal do pal ka pyar tera hai, sath mera janmo wala   

kya degi tu usko maine, tan man jivan de dala

pal do pal ka pyar tera hai, sath mera janmo wala   

kya degi tu usko maine, tan man jivan de dala  

ab wo tera koi nahi jise, tune dil se nikala hai  

tune bhatakata chhod, diya aur maine use sambhala hai

sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala 

sacha hota hai jiska pyar, use milata hai murali wala 

radha ke rahate ji gopiya, kyu dekhe gopala

ghar me makhan mile to, bahar kyu jaye nandlala

itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala 

itni kisi ki majal kaha, chhine mujhse murali wala 

gopala, gopala

Explore this song