Roman script

na sunayi do na nazar aao

itne kareeb aao itne kareeb aao

na sunayi do na nazar aao

itne kareeb aao itne kareeb aao

pal bhar mein dooriyon ko

mumkin nahin mitana

maana hai ke kathin par hoga tumhe nibhana

pal bhar mein dooriyon k

mumkin nahin mitana

mana hai ke kathin par hoga tumhe nibhana

sanson ki tarah aao sanson ki tarah jao

itne kareeb aao itne kareeb aao

chalne mein kya maza hai pathar chubhe jo neechay

keh do to biccha du dil ko kadam ke neechay

chalne mein kya maza hai pathar chubhe jo neechay

keh do to biccha du dil ko kadam ke neechay

gar chal sako to aao

itne kareeb aao itne kareeb aao

na sunayi do na nazar aao

itne kareeb aao itne kareeb aao 

itne kareeb aao itne kareeb aao

Explore this song