Roman script

itna main chahu tujhe, koi kisi ko na chahe

itna main chahu tujhe, hokoi kisi ko na chahe

tu bhi mujhse pyar kare

tu bhi mujhse pyar kare, kaash wo din bhi aaye

itna main chahu tujhe, ho koi kisi ko na chahe

tere baare mein jab sochu

tere baare mein jab sochu, aankh meri bhar aaye

itna main chahu tujhe, ho koi kisi ko na chahe

tumko nahi malum main tujhse, kitni mohabbat karta hu

yaad mein teri tanha akela, main to aahe bharta hu

najre uthaau, najre jhukau

najre uthaau, najre jhukau

saamne tu muskuraye

itna main chaahu tujhe, koi kisi ko na chaahe

khud pe to main pehre laga lu, rok na paau yaado ko

bhul gaya tu, main na bhuli

un kasmo, un wado ko

duri mujhko jine na de 

duri mujhko jine na de, tanhaai tadpaye

itna main chahu tujhe, koi kisi ko na chahe

tu bhi mujhse pyar kare

tu bhi mujhse pyar kare, kaash voh din bhi aaye

itna main chahu tujhe, koi kisi ko na chahe

Explore this song