Roman script

itna bhi na chaaho mujhe

itna bhi na chaaho mujhe

ki main ek pal tumse dur rah na saku

itna bhi na chaaho mujhe

ki main ek pal tumse dur rah na saku

yu na pyar se dekho mujhe

ke main dil ki baate tumse kah na saku

itna bhi na chaaho mujhe

ki main ek pal tumse dur rah na saku

yu na pyar se dekho mujhe

ke main dil ki baate tumse kah na saku

itni bechaini leke kaise jeeyega koyi

itni chahat daman me kaise rakhega koyi

itni bechaini leke kaise jeeyega koyi

itni chahat daman me kaise rakhega koyi

chain kahin lene na de mujhko pyar tera

itna bhi na chaaho mujhe

ki main ek pal tumse dur rah na saku

yu na pyar se dekho mujhe

ke main dil ki baate tumse kah na saku

socha na hoga tumne itna pyar karunga

maang ke dekho jaan meri jaan bhi main de dunga

socha na hoga tumne itna pyar karunga

maang ke dekho jaan meri jaan bhi main de dunga

bhulunga na main tujhko kabhi ab meri jaan-ae-wafa

itna bhi na chaaho mujhe

ki main ek pal tumse dur rah na saku

yu na pyar se dekho mujhe

ke main dil ki baate tumse kah na saku

itna bhi na chaaho mujhe

ki main ek pal tumse dur rah na saku

yu na pyar se dekho mujhe

ke main dil ki baate tumse kah na saku

Explore this song