Roman script

jalta sulagta, sara samaa

jalti sulagti, khamoshiya

awaze kyu so gayi, tasveere kyu kho gayi

kaisi ye betabi hai, aayi ye kaisi ye sham hai, shaam hai

dhoonde jise tu har pal, uska bata kya naam hai, naam hai

it's a game, it's a game

baat koi ankahi, darti hai yaha aur waha

koi sunta bhi hai to sunta nahi, ye juban

gumsum chehre yaha, kaise lage hai pehre yaha

kisko pata hai yaha, khoyi dagar hai kaha

kaisi ye betabi hai, aayi ye kaisi ye shaam hai, shaam hai

dhoonde jise tu har pal, uska bata kya naam hai, naam hai

it's a game, it's a game

it's a game, it's a game

Explore this song