Roman script

ye ishq nahin hai aasan itna to samajh hai aata

tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata

mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata

ye shehar meri ulfat ka wo shehar teri gaflat ka

tu raat ka suraj hai mujhe jagna nahi aata

mujhe jagna nahi aata tujhe ghuroobna nahi aata

tere mere tare mile mile na re chhat to hai chhat se judi o

chand bhi chhup jaye hatho me na aaye khidkiyan to hai khuli

o is tarah hum ghalat hum ghalat hum sahi

har jagah har taraf har tarah hain hum hi

ye ishq nahin hai aasan itna to samajh hai aata

tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata

mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata

mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata

tu ret si haathon se aisi phishal jaati hai

mujhe rokna nahi aata tujhe theharna nahi aata

tu sarphiri hawaaon mein phirki si kyun phiri jaaye

mujhe bandhna nahi aata tujhe thamna nahi aata

o teri meri rahein mile mile na re takreyengi toh kabhi

raste bhatak jaye galiyan badal jayein badlenge dil na kabhi

o iss tarah hum ghalat hum ghalat hum sahi

har jagah har taraf har tarah hain hum hi

ye ishq nahin hai aasan itna to samajh hai aata

tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata

ye ishq nahin hai aasaan itna to samajh hai aata

tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata

Explore this song