Roman script

Jo pehle huaa naa

Ab hone laga hai

Dil humko jaga kar

Kyun sone laga hai?

Ye ishq hai yaa kuch aur hai

Ya bas khaali-khaali shor hHai

Ye ishq hai yaa kuch aur hai

Ya bas khaali-khaali shor hHai

Ho isko main kya kahun?

Kya kahun? tu hi bata…

Iss pyaar ko kya naam doon? … [x4]

Tujhko dekh kar

Tujhko dekh kar

Aankhein muskuraane lagti hain

Tujhko mill kar

Dhadkne gungunane lagti hain

Aisa hota hai kyun

Mujhko khabar nahin

Pehle kabhi huaa

Aisa asar nahin

Jo mere dil ke paas hai

Naye jaadu naye ehsaas hain

Hoye aise mein kya karun

Kya karun tu hi bata

Iss pyaar ko kya naam doon? … [x4]

Explore this song