Roman script

is kadar pyar hain tumse a hamsafar
is kadar pyar hain tumse ai hamsafar 
ab to jite hai ham bas tumhe dekhkar
tumharee har ada tumharee har najar
ye kya kehne lagee tumhe hain kya khabar
iss kadar pyar hain tumse ai hamsafar
ab to jite hain ham bas tumhe dekhkar
dil me hain betabiya nind udne lagee
tere khayalo se hee aankh judne lagee
har pal tumko dekha maine kehtee hain meree najar
tumharee har ada tumharee har najar
ye kya kehne lagee tumhe hain kya khabar
iss kadar pyar hain tumse ae hamsafar
ab to jite hain ham bas tumhe dekhkar
sanso me basne lagee jabse too ho janeja
apna sa lagne laga mujhko sara jaha
mehka mehka lagta mujhko khushiyo se dil kaa nagar
tumharee har ada tumharee har najar
ye kya kehne lagee tumhe hai kya khabar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
ab to jite hai ham bas tumhe dekhkar
tumharee har ada  tumharee har najar
ye kya kehne lagee tumhe hain kya khabar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
ab to jite hai ham bas tumhe dekhakar 
tumhari har ada tumaari har najar 
ye kya kehne lagee tumhe hain kya khabar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
dil mein betabiya nind uadne lagi 
tere khyalo se hi aankh judne lagi 
har pal tumko dekha hai maine kahti hai meri najar
tumhari ada tumhari har najar
ye kya kahne lagi tumhe hai kya khabar
is kadar pyar hai tumse e hamsafar
ab to jite hai ham bas tumhe dekhkar 
sanso me basane lagi jabse tu ho janeja
apna sa lagn laga mujhko sara jaha
mahka mahka lagta mujhko khushiyo se dil ka nagar
tumhari har ada tumhari har najar
ye kya kahne lagi tumhe hai kya khabar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
ab to jite hai ham bas tumhe dekhakar
tumhari har ada tumhari har najar
ye kya kahne lagi tumhe hai kya khabar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
ab to jite hai ham bas tumhe dekhakar
tere khyalo se hi aankh judne lagi 
har pal tumko dekha hai mujhe kahti hai meri najar 
tumhari har ada tumhari har najar
ye kya kahne lagi tumhe hai kya khabar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
ab to jite hai ham bas tumhe dekhkar
sanso mein basane lagi jabse tu ho janeja
apna sa lagne laga mujhko sara jaha 
mahka mahka lagta mujhko khushiyo se dil ka nagar 
tumhari har ada tumhari har najar
ye kya kahne lagi tumhe hai kya khabar
is kadar pyar hai tumse ae hamsafar
ab to jite hai ham bas tumhe dekhakar
tumhari har ada tumhari har najar
ye kya kahne lagi tumhe hai kya khabar

Song details