Roman script

is bewafa jahan me wafa dhundhte rahe

is bewafa jahan me wafa dhundhte rahe

is bewafa jahan me wafa dhundhte rahe

nadan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahe

is bewafa jahan me

har raasta agar jo tera raasta na tha

har raasta agar jo tera raasta na tha

har raaste me tera pata dhundhte rahe

har raaste me tera pata dhundhte rahe

nadan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahe

is bewafa jahan me

ek dil ka dard tha ke raha ek zindagi ke sath

ek dil ka dard tha ke raha ek zindagi ke sath

ek dil ka chain tha ki sada dhundhate rahe

ek dil ka chain tha ki sada dhundhte rahe

nadan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahe

is bewafa jahan me

Explore this song