Roman script

o iska naam hai jiwan dhara
iska koi nahi kinara iska koi nahi kinara 
hum pani ke katare hum pani ke katare 
ghera sagar hai  ye jag sara iska naam hai jiwan dhara
iska koi nahi kinara iska koi nahi kinara 
kabhi jo asha banti hai vahi nirasha banti hai
kabhi jo asha banti hai vahi nirasha banti hai
asha or nirasha ka bas jhutha khel ye sara
bas jhutha khel ye sara
iska naam hai jiwan dhara
iska koi nahi kinara iska koi nahi kinara

Song details

Song video

Watch on YouTube