Roman script

isi shahar ki kisi gali me

isi shahar ki kisi gali me piya ka ghar hai

mujhe yaki hai mujhe pata hai mujhe khabar hai

ho mera diwana mera parwana 

mera mastana hai kahi na kahi 

magar ye nahi magar ye nahi

ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi

milkar nigahe bhate surkh bahe

kahe aye hasina haye muskil hai jina

kahe aye hasina hua ek mahina

nahi nind aayi haye teri duhai

mai tera hu saudayi wo kaisa ho wo kaisa wo

un jaisa ho khubsurat hasi

magar ye nahi magar ye nahi

ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi

aji chand jaise sitaro me 

wo ho ek lakho hazaro me

samjh lo najar ka ishara ye

nigaho me ubhra najara ye

ye natak hai kaisa karo farz hai aisa

kahi mai akeli ja rahi hu

andheri hain raatein mai ghabra rahi hu

achanak maine dekha koi chor daku koi lutera

mere raste me khada hai khatarnak manzar bada hai

bhaga kar yu ghoda mera hero dauda

chale khub ghuse chale khub ghuse

lutere ke muh se lage khun bahne

to socha ye maine bhai

waah waah waah waah kya kehne

o mera dil jani mai diwani

jiski rani hai yahi yahi yahi

magar ye nahi magar ye nahi

ye nahi ye nahi ye nahi ye nahi

isi shahar ki kisi gali me piya ka ghar hai

piya ka ghar hai

mujhe yaki hai mujhe pata hai mujhe khabar hai

ho mera diwana mera parwana 

mera mastana hai kahi na kahi

Explore this song