Roman script

surkhwala sauzwala faizwala love

hota hai jo love se zyada waise wala love

ishq wala love, hua jo dard bhi toh hamko aaj kuchh zyada hua

ishq wala love, ye kya hua kya khabar yahi pata hai zyada hua

ishq wala love, agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua

ishq wala love

meri nind jaise pehli baar tuti hai

aankhe mal ke maine dekhi hai subah

hui dhup zyada leke teri roshni din chadha, ishq wala love

jhaanke baadlo ki jaali ke pichhe se kare chandani ye mujhko ittala

leke nur saara chaand mera yahi pe hai chhupa chhupa hua

ishq wala love, hua jo dard bhi to hamko aaj kuchh zyada hua

ishq wala love, ye kya hua kya khabar yahi pata hai zyada hua

ishq wala love, agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua

ishq wala love

kyu na aise hota jo milte tum ho jaate gum saath mere

hote hote hoga samjhaye hum tham jaaye tham o dil mere

tuta zyada zyada taara jab gira

zara zyada zyada maangu dil tera

kabhi zyada zyada maane na dil ye sarphira

ishq wala love, bada ye dil naadan tha par aaj kuchh zyada hua

ishk wala love, jo khone ka tha dar tujhe pata nahi kyu zyada hua

ishk wala love, hua jo dard bhi to hamko aaj kuch zyada hua

ishq wala love, ye kya hua kya khabar yahi pata hai zyada hua

ishq wala love, agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua

ishq wala love

surkhwala sauzwala faizwala love

hota hai jo love se jyada waise wala love, ishq wala love

surkhwala sauzwala faizwala love

hote hai jo love se jyada waise wala love, ishq wala love

Explore this song