Roman script

ho welcome to the ishq mohalla

are yaha hai sab kuch khulam khulla

ho welcome to the ishq mohalla

are yaha hai sab kuch khulam khulla

haye ishqa ishqi chheda chhadi

are nazar ki gende dil ka balla

ho dil ye shaani cheez hai sab ki khatir crazy

hindi bhashi sundari ya mame angreji

kar aarpar ho ja taiyaar aaya shikaar

hum heart beato ko roke

dil ki dava hum hi dete hai

nazaro se pehle qatl karte hai

aur phir dua bhi hum dete hai

har haseena ke hum ishq me choor hai

dil ke matter me thoda sa majbur hai

kar aarpar ho ja taiyaar aaya shikaar

haye piddi sa dil bada ziddi hai

isne batero ko lapeta hai

unko kisko dil dena batla do

apne pe sab ka biodata hai

tera mera milan consider kar zara

warna focus karu doosri par zara

kar aarpar ho ja taiyaar aaya shikaar

ho welcome to the ishq mohalla

are yaha hai sab kuch khulam khulla

haye ishqa ishqi chheda chhadi

are nazar ki gende dil ka balla

ho dil ye shaani cheez hai sab ki khatir crazy

hindi bhashi sundari ya mame angreji

kar aarpar ho ja taiyaar aaya shikaar

Explore this song