Roman script

ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai

aashiko ka arsh dera

aashiko ka arsh dera, aashiko ke saato jaha

ishk mera bandagi hai 

yu to jaha me kabhi nam ke hai ye rishte

jo ishk me dub jaye wahi hai farishte

ishk me hai wo khumari jo na utre uamr sari

din-b-din ye hogi jawa

ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai

dil jisme shama jale ishk ki dil wahi hai

maine to apne hi dil ki kahani kahi hai

dharam apna aashiki hai, karam apna aashiki hai

ishk hi hai mera iman

ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai

aashiki wahi hai duje ka gum jane sahna

to is jaha me kabhi na kisi se ye kahna

aashiki wahi hai duje ka gum jane sahna

to is jaha me kabhi na kisi se ye kahna

ishk hai kya tu na jane na suna tu ye fasane

kyu kare ye jhutha guman

ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai

aashiko ka arsh dera

aashiko ka arsh dera, aashiko ke saato jaha

ishk mera bandagi hai ishk meri jindagi hai

Explore this song