Roman script

ishq mein maharumiya naakamiya barabadiya 

meri qismat mein jo likkha hai mujhe maalum hai 

jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki  

ye aansu char baki hain nishani dil lagane ki 

jo tum badale jaha badla 

ujadna isko kahte hai bigadna isko kahte hain

ke na tinke rahe na shak baqi aashiyane ki 

jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki  

jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki

ye aansu char baki hai nishani dil lagane ki 

jo tum badle jaha badla 

zara ruk jaao mere aansuo bahane se ruk jaao 

abhi to ibteda hi hai mere gam ke fasane ki 

jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki

jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki 

ye aansu char baki hai nishani dil lagane ki 

jo tum badle jaha badla

Explore this song