Roman script

ishq me jab hum, katal huye to

id manayi logo ne

ishq me jab hum, katal huye to

id manayi logo ne

yu humko, aukaat humari

yu humko, aukaat humari

yaad dilayi logo ne

ishq me jab hum, katal huye to

id manayi logo ne

hairat se yu, humko na dekho

hum to waqt ke maare hai

hairat se yu, humko na dekho

hum to waqt ke maare hai

hum to waqt ke maare hai

kuch apno ne, ashqo diye

kuch aag lagayi logo ne

kuch apno ne, ashqo diye

kuch aag lagayi logo ne

haye zamane, tere kaate

pani bhi na maang sake

haye zamane, tere kaate

pani bhi na maang sake

pani bhi na maang sake

waise humare khun-e-jigar se

pyas bujhai logo ne

waise humare khun-e-jigar se

pyas bujhai logo ne

dushman ho gayi, apni jawani

husn bala ka dil apna

dushman ho gayi, apni jawani

husn bala ka dil apna

husn bala ka dil apna

gharwalo ne ghunghru baandhe

aur nachai logo ne

gharwalo ne ghunghru baandhe

aur nachai logo ne

yu humko, aukaat humari

yu humko, aukaat humari

yaad dilayi logo ne

ishq me jab hum, katal huye to

id manayi logo ne

Explore this song