Roman script

tun tuna tun tun tuna

tun tun tuna tun tun tuna tun tun tuna

tun tun tuna tun tun tun tun tuna

tun tun tuna tun tun tuna

tun tun tuna tun tun tun tun tuna

hota hai, hota hai, hota hai, hota hai, hota hai

chalu main aksar, hota hai aksar

chot kahi lagti hai, jakar zakhm kahi par hota hai

ishq me, ishq me tun tuna, tun tun tun tuna

suraj se jalta hai falak aur daag zamin par hota hai

hota hai ishq me tun tuna, tun tun tun tuna

waqt ka faisla ishq ke haq me hua nahi

aashiq ko zanjire daal ke le gaye shehar se aur kahi

ishq me tun tuna, tun tun tun tuna

sab tarkibe karke dekhi, tel ki dibbiya bharke dekhi

jab tak teeli lage na unme, koi roshni jale na unme

mehndi rang dikhati hai tab, puri tarah pis jaati hai jab

mehndi rang dikhati hai tab, puri tarah pis jaati hai jab

hota hai, hota hai aksar hota hai, ishq me

ishq me chot kahi lagti hai, jakar zakhm kahi par hota hai

tuna tun tuna tun tun tuna tun tun tuna tun tun tuna

kabhi kabhi yu hi hota hai dost chhad jaate hain

lekin yaado ki lakeere bin bole bhi 

kaano me kuch keh jaati hai, kaano me kuch keh jaati hai

haalat bhi khushk ho jaate hai par mitti par likhi

kuch dehrire reh jaati hai, kuch dehrire reh jaati hai

dhup pade to pak jati hai, kabhi kabhi yu hota hai

suraj se jalta falak aur daag zameen par hota hai

ishq me tun tuna tuna

hota hai, hota hai, hota hai

hota hai ishq me hota hai, hota hai junun me hota hai

hota hai, hota hai, hota hai aksar hota hai

hota hai ishq me, hota hai junun me

hota hai, hota hai, hota hai

chot kahi lagti hai, jakar zakhm kahi par hota hai

hota hai, hota hai, hota hai, o mirzya

Explore this song