Roman script

ho ishq me kya sochana 

ishq me kya sochana, saval kya javab kya 

dil se dil mile to 

dhadkano ka fir hisab kya 

ishq me kya sochana 

na puchhiye kaha ke hain, jaha mile waha ke hain

na puchhiye kaha ke hain, jaha mile waha ke hain 

hujur ham jo hain yaha 

hujur ham jo hain yaha, to aap bhi yaha ke hain 

gunaah kaam aa gaya, to hasrate sabav dha 

ishq me kya sochana 

ye zindagi ye aashiqi, jise mile use mile 

ye zindagi ye aashiqi, jise mile use mile 

kisi ki baat ban gayi 

kisi ki baat ban gayi, kisi ke dil me hi rahi

hain vasta nashe se jab, to pyaar kya sharab kya 

ishq me kya sochana 

jo chahe ho sake to ho, nibaao ho sake to ho 

jo chaho ho sake to ho, nibaao ho sake to ho 

jo ishq ek gunah hain 

jo ishq ek gunah hain, gunah ho sake to ho 

jo soch hi me dhal gaya, to soch ye sabav kya

ishq me kya sochana 

ishq me kya sochana, saval kya javab kya 

dil se dil mile to 

dhadkano ka fir hisab kya 

ishq me kya sochana

Explore this song