Roman script

ho facebook update karti hai photo change roz karti hai
kabhi settle zara single kabhi ready to mingle 
kabhi aaye kabhi jaaye mere pyar ki vaat lagaaye 
duniya ye meri tabaah ki 
are ishq ki maa ki haay  ishq ki maa ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
haay  baat karu jab dil ki tab yaad teri aa jaaye 
khol ke dil ka loker tumne dil ke band bajaaye 
bole mujhko ki tum meri jaan ho
bin tere nahi jina meri shan ho
haay  divana banaakar hotho pe aag lagaakar 
duniya ye meri tabaah ki 
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
haay  dekh ke meri pocket tune pyar ka jaal bichhaay a
phir maar ke dil ko laat udaakar airoplan banaya
bole mujhse ki tum bade chip ho 
kabse pichhe pade ho bahot dhit ho 
ho mere dil ko jalaakar kisi aur se pyar rachaakar
are duniya ye meri tabaah ki 
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
ho facebook update karti hai photo change roz karti hai
kabhi settle zara single kabhi ready to mingle 
kabhi aaye kabhi jaaye mere pyar ki vaat lagaaye 
duniya ye meri tabaah ki 
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Ruslaan Mumtaz, Chetna Pande