Roman script

ishq hai ishq hai,  ishq hai ishq hai

kaise bataye kuch keh na paaye

haal e dil ye kisko sunaaye

kaise bataye kuch keh na paaye

haal e dil ye kisko sunaaye

anjaana sa ye kaisa nasha hai

dheere dheer se jo mujhpe chadha hai

ishq bulaaye ruka na jaaye

ishq ke aage kuch na yahan hai

ishq ibaadat ishq hai aadat

jeene ki chaahat ishq jagaye

ishq nachaaye ishq lubhaye

ishq sataye haaye

ishq sataye haaye ishq sataye

ishq hai ishq hai ishq hai ishq hai

ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua

ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza

ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala

ishq adaa hai adaa, ishq bala hai bala

ishq khara hai khara, ishq dhara hai dhara 

ishq khuda hai khuda, ishq khuda hai khuda 

ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua

ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza

ishq hai ishq hai ishq hai ishq hai

samjho naino se naino ki bhasha

bin bataaye sab keh jaaye

samjho naino se naino ki bhasha

bin bataye sab keh jaaye

hua ye kaisa tera asar hai

khamoshi mein bhi tera basar hai

ishq ka kaagaz mann ki ibaarat

nayi riwayat ishq sikhaye

ishq hai mazhab ishq hai maqtab

rab ki inayat ishq dilaaye

ishq rijhaaye ishq banaaye

ishq mitaaye haaye, ishq mitaaye haaye

ishq mitaaye, ishq hai ishq hai

ishq hai ishq hai ishq hai

ishq dava hai dava, ishq duaa hai dua

ishq wafa hai wafa, ishq saza hai saza

ishq nasha hai nasha, ishq khala hai khala

ishq adaa hai ada, ishq bala hai bala

ishq khaara hai khara, ishq dhara hai dhara

ishq khuda hai khuda, ishq khuda hai khuda

ishq dava hai dava, ishq duaa hai duaa

ishq wafaa hai wafa, ishq sazaa hai saza

ishq hai ishq hai ishq hai

ishq hai ishq hai ishq hai

ishq hai

Explore this song