Roman script
Laakh bachaaye naina humne Rok na paaye naina apne Woh.. laakh bachaaye naina humne Rok na paaye naina apne Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon (x2) Wo… Tera chehra dekhun Khuda mein Tera chehra dekhun Khuda mein Tu hai dil mein, tu hai duaa mein Tujhme kahin kho jaaun Main bas tera ho jaaun Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon Zidd na chhode dil jazbaati Zidd na chhode dil jazbaati Soche tujhko ab din raati Tere hi sadke jaaye Bin tere naa reh paaye Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan Saari khudaiyan tujhpe lutaiyan Hadd ho gayi haaye rabba dil se bechara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon Unse kehdo na ki main ishq da maara hoon (x2)
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Film / album: Kuch Kuch Locha Hai
- Composer: Amjad-Nadeem
- Lyricist: Amjad-Nadeem
Song video
language: Hindi
music label: Zee Music Company