Roman script

ya ali

ishq se jis ne ishq kiya hai

ishq usi ka qatil hai

ishq ki raah me jo bhi chala

uss ko na mili kabhi manzil hai

ishq se jis ne ishq kiya hai

ishq usi ka qatil hai

ishq ki raah me jo bhi chale

uss ko na mili kabhi manzil hai

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ishq me marna aasan hai

jeena bada hi mushkil hai

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ishq me marna aasan hai

jeena bada hi mushkil hai

aansun hain jagna tadapna

ishq me ye sab haasil hai

ishq se jis ne ishq kiya

ishq usi ka qaatil hai

ishq bada hi sangdil hai

ye ishq bada hi sangdil hai

ishq bada hi sangdil hai

ye ishq bada hi sangdil hai

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

waaden bhoole qasmen tode

beech bhawar me laa ke chode

apna jis ko maane ye dil

ban ke paraya huwa mode

sadiyon purani hai ye riwayat

ye na yaqeen ke qaabil hai

ishq bada hi sangdil hai

ye ishq bada hi sangdil hai

ishq bada hi sangdil hai

ye ishq bada hi sangdil hai

ishq se jis ne ishq kiya hai

ishq usi ka qatil hai

ishq ki raah me jo bhi chala

uss ko na mili kabhi manzil hai

ishq se jis ne ishq kiya hai

ishq usi ka qatil hai

ishq ki raah me jo bhi chala

uss ko na mili kabhi manzil hai

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

pal do pal ki khushiyan laayen

saari umar ka gam de jaayen

saat samandar se na bhujeh jo

aisi lagi is dil mein lagaayen

ishq se koi na ishq kare

baat kahi jo bismil hai

ishq bada hi sangdil hai

ye ishq bada hi sangdil hai

ishq bada hi sangdil hai

ye ishq bada hi sangdil hai

ishq bada hi sangdil hai

ye ishq bada hi sangdil hai

ishq bada hi sangdil hai

ye ishq bada hi sangdil hai

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

ya ali ya ali maula ya ali ya ali

Explore this song