Roman script

ishq na kar ke dariyo ishq hi kariyo na

mar gaye ishq me aashiq, aashiq baniyo na

mar gaye ishq me aashiq kitne aashiq baniyo na 

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

ishq da rasta bada kathin yeh rasta badhhiyo na

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

jogiyo ko hay kaise jog lag jate hai

aashiqo ko pyar wale rog lag jate hai

akhiyo hi akhiyo me rat kat jati hai

bhukh mar jati hai nind lut jati hai

dil na chain se jine dega dil ki suniyo na

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

dilwala dhundhta hai dil kaa thikana

galiyo me ghumta hai banke diwana

hay sine me lagne de duniya ke tane

bante hai ban jane de sau fasane

baat bane toh thik warna jid pe adiyo na

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

mar gaye ishq me aashiq kitne aashiq baniyo na

ishq da rasta bada kathin hai yeh rasta badhhiyo na

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

ishq kabhi ishq kabhi, ishq kabhi ishq kabhi

ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song