Roman script

ishq ka dard sohana ho
ishq ka dard sohana ho
ishq ka dard sohana ho
ishq ka dard sohana
ek pahlu me diya dil to diya kya tune 
ek pahlu me diya dil to diya kya tune 
iss tarah dard se khali hai kiya kya tune
iss tarah dard se khali hai kiya kya tune
kabhi dil se jigar me aana ho
dil se jigar me aana ho
ishq ka dard sohana ho
ishq ka dard sohana ho
ishq ka dard sohana
tu tadapta hai jara
tu tadapta hai jara
unke chale jane se
kyun nahi maanta haye
kyun nahi maanta haye
mere samjhane se
mere dil ko tumhi samjhana ho
dil ko tumhi samjhana ho
ishq ka dard sohana ho
ishq ka dard sohana ho
ishq ka dard sohana

Song details

Song video

Watch on YouTube