Roman script

ishk junun hai ishk nasha hai, ishk divana kar de sabko

duniya kya hai aalam kya hai 

ishk me aashik paye rab ko paye rab ko

ishk junun hai, ishk nasha hai

ishk junun hai, ishk nasha hai

ishk junun hai, ishk nasha hai

ishk junun hai, ishk nasha hai

ishk sanam ishk khuda ishk bina hai kya 

ishk sanam ishk khuda ishk bina hai kya 

na honge kabhi milke juda, huwa re hame ishk huwa 

bekarar kar diya hai, bekarar ho gaye

dono ek dusare ki chahato me kho gaye

na tujhe khayal yara na mujhe khayal hai

tera mera aashiki me ek jaisa haal hai 

tera mera aashiki me ek jaisa haal hai

ishk saja ishk maja ishk bina hai kya 

ishk saja ishk maja ishk bina hai kya 

na honge kabhi milke juda, huwa re hame ishk huwa

na honge kabhi milke juda, huwa re hame ishk huwa

teri is jhuki najar ko pyar kaa salam hai

mere inn labo pe dilbar sirf tera nam hai

tu ishara jo kare toh mai jamana chhod  du

na karu kisi ki parwa rasme sari tod du 

na karu kisi ki parwa rasme sari tod du 

ishk hasin ishk jawan, ishk bina hai kya 

ishk hasin ishk jawan, ishk bina hai kya

na honge kabhi milke juda, huwa re hame ishk huwa 

na honge kabhi milke juda, huwa re hame ishk huwa 

ishk sanam ishk khuda, ishk bina hai kya 

ishk sanam ishk khuda, ishk bina hai kya 

na honge kabhi milke juda, huwa re hame ishk huwa 

na honge kabhi milke juda, huwa re hame ishk huwa 

ishk toh hai saaso ki khushbu, ishk dilo ki dhadkan hai

bin jode jo jud jata hai, ishk aisa bandhan hai 

bandhan hai, bandhan hai

ishk junun hai, ishk nasha hai 

ishk junun hai, ishk nasha hai

ishk junun hai, ishk nasha hai

ishk junun hai, ishk nasha hai 

ishk junun hai, ishk nasha hai

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song