Roman script

ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jina

gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq 

vaada ya pakka ishq ishq dhaga yeh kachcha ishq

ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jeena

gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq 

vaada ya pakka ishq ishq dhaga yeh kachcha ishq ishq

ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro

ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro

gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq 

gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq 

ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jina

neeche ishq hai uper rab hai in dono ke beech me sab hai 

ek nahi sau baate karlo sau baato ka ik matlab hai 

rab sab se sona ishq ishq rab se bhi sona ishq 

rab sab se sona ishq ishq rab se bhi sona ishq

ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro

ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro

gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq 

gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq 

heera na panna ishq ishq bas ek tamanna ishq ishq

heera na panna ishq ishq bas ek tamanna ishq ishq

ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jeena

ishq hai kya ye kisko pata ye ishq hai kya sabko pata 

ye prem nagar anjaan dagar saajan ka ghar ka kisko khabar

choti si umar ye lamba safar ye ishq hai kya ye kisko pata

ye dard hai ya dardo ki dawa ye koi sanam ya aap khuda 

ye koi sanam ya aap khuda 

ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jeena

tune ishq ka naam suna hai hamne ishq kiya hai 

phoolo ka gulshan ishq ishq kaanto ka daaman ishq 

phoolo ka gulshan ishq ishq kaanto ka daaman ishq 

ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro

ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro

gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq 

gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq 

ishq ishq ishq ishq ishq ishq ishq ishq

Explore this song