Roman script

ve maar sutiya ve maar sutiya

ishq bhala kya hai he gahri wo nadiya hai hai

dub gaya jo paar ho gaya na duba wo 

dub gaya to husn bhala kya hai 

hai phulo ka sehra hai jaa pe jo khela 

bas wahi jeeta usi ke sar phulo ka sehra hai

ve maar sutiya ve maar sutiya

ishq bhala kya hai he gahri wo nadiya hai 

dub gaya jo paar ho gaya na duba wo 

dub gaya to husn bhala kya hai 

phulo ka sehra hai jaa pe jo khela 

bas wahi jeeta usi ke sar phulo ka sehra hai

tode to koi tod na paye 

jode to koi jod na paye

kadam badha ke mod na paye 

tham ke daman chhod na paye haay

tode to koi tod na paye 

jode to koi jod na paye

kadam badha ke mod na paye 

tham ke daman chhod na paye haay

ve maar sutiya ve maar sutiya

ishq bhala kya hai he gahri wo nadiya hai 

dub gaya jo paar ho gaya na duba wo 

dub gayato husn bhala kya hai 

phulo ka sehra hai hai jaa pe jo khela 

bas wahi jeeta usi ke sar phulo ka sehra hai

choti si ek baat kisi ki 

badh ke mohabbat ban jati hai

dilbar ki sada si surat dil ki 

zaruat ban jaati hai haay

choti si ek baat kisi ki 

badh ke mohabbat ban jati hai

dilbar ki sada si surat dil ki 

zaruat ban jaati hai haay

ve maar sutiya ve maar sutiya

ishq bhala kya hai he gahri wo nadiya hai 

dub gaya jo paar ho gaya na duba 

wo dub gaya to husn bhala kya hai 

hai phulo ka sehra hai hai jaa pe jo khela 

bas wahi jeeta usi ke sar phulo ka sehra hai

ve maar sutiya ve maar sutiya

Explore this song