Roman script

ishk aur pyar ka maza lijiye

ishk aur pyar ka maza lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

dile bekarar ka maja lijiye

dile bekarar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

bekhyal ho gaye hai hosh me na laiye

aayiye karib aake aankho se pilaiye

bekhyal ho gaye hai hosh me na laiye

aayiye karib aake aankho se pilaiye

aap bhi khumar ka ho aap bhi khumar ka

maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

aadhi rat dhal chuki hai chandani jawan hai

koi badhawas hai to koi badguma hai

aadhi rat dhal chuki hai chandani jawan hai

koi badhawas hai to koi badguma hai

husn ke nikhar ka ho husn ke nikhar ka

maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

mastiya hai bekhudi hai chahto ka jam hai

na to koi bebasi hai na to koi kam hai

mastiya hai bekhudi hai chahto ka jam hai

na to koi bebasi hai na to koi kam hai

din hai itwar ka din hai itwar ka

maja lijiye

thoda intzar ka maza lijiye

thoda intzar ka maza lijiye

ishk aur pyar ka maza lijiye

ishk aur pyar ka maza lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

thoda intzar ka maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

maja lijiye maja lijiye

Explore this song