Roman script

bit gayi hain sadiya lekin, ishk abhi tak jinda hain

bhul gaya tarikh jamana, ishk abhi tak jinda hain

ek khuda ke sau jalwo se, har jarra sa jinda hain

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

yaha ka har patthar kehta hain afsana dildaro ka

har khandar me poshida hain sapna chand sitaro ka

yaha ki fijaaye hain wado ki, mausam hain didar ka

ishk hakikat ishk fasana, ishk abhi tak jinda hain

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak, abhi tak, abhi tak jinda hain

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain mere saiya, mere saiya

kaho hawao se phul chadhaye, phul chadaye phul chadaye

phul chadaye phul chadaye kaho fijao se rang udaye 

rang udaye rang udaye rang udaye rang udaye

kaho hawao se phul chadhaye, kaho fijao se rang udaye

kaho gagan se shish jhukaye, shish jhukaye shish jhukaye

shish jhukaye shish jhukaye  

yeh dharti hain dilwalo ki, yeh mandir hain pyar ka

taj raha na takht yaha pe, ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak abhi tak jinda hain

ishk khuda hain, ishk nabi hain

ishk hain lamha, ishk sadi hain

ishk hi mira ka iktara, ishk hi majnu ka banjara

ishk hi jam jam ka fauara, ishk hi ganga ji ki dhara

yahi woh miti hain jisne har bhed bhav mitaya tha

yahi mohammad kuli ko sabne dil ko dharam banaya tha

ek khuda ke sau jalwo se, har jarra sa jinda hain

ishk abhi tak abhi tak jinda hain

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain 

ishk abhi tak jinda hain ishk abhi tak jinda hain

Explore this song