Roman script

hum jiye jis tarah, jis tarah ham jiye 
yaar hairan the, lok bhi dang the   
ho bin tere naam ke, jo kahe jo sune
lafz to the magar mayne tang the 
raunak nayi si hai kis kism ki 
rag rag hai khil si gayi is jism ki 
ruh pe baras gaya issaq tera
hatho me hai ret sa issaq tera
us paar tu hai is par main 
lagta hai dubunga is bar main 
jaane kaha hai le chala issaq tera
hatho me hai ret sa issaq tera
issaq tera issaq tera issaq tera issaq tera

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Smita Jain, Mohit Chauhan

actor: Amyra Dastur, Prateik Babbar