Roman script

isse pahle ke baat tal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

aao ek daur aur chal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

aao ek daur aur chal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

aansuo se bhari hui aankhe

aansuo se bhari hui aankhe

aansuo se bhari hui aankhe

roshni jis tarah pighal jaaye

roshni jis tarah pighal jaaye

aao ek daur aur chal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

dil wo naadaan shokh bacchaa hai

dil wo naadaan shokh bacchaa hai

dil wo naadaan shokh bacchaa hai

aag chhune pe jo machal jaaye

aag chhune pe jo machal jaaye

aao ek daur aur chal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

tujhko paane ki aas ke sar se

tujhko paane ki aas ke sar se

tujhko paane ki aas ke sar se

zindagi ki ridaa na dhal jaaye

zindagi ki ridaa na dhal jaaye

aao ek daur aur chal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

bakht mausam hawa ka rukh jaana

bakht mausam hawa ka rukh jaana

bakht mausam hawa ka rukh jaana

kaun jaane ke kab badal jaaye

kaun jaane ke kab badal jaaye

aao ek daur aur chal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

aao ek daur aur chal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

isse pahle ke baat tal jaaye

Explore this song