Roman script

bewaqt bekhabar tu aa gayi kidhar

bewaqt bekhbar tu aa gayi kidhar

chalna to hai magar lamba hai ye safar

itna to waqt de waqt de 

itna to waqt de waqt de raste ke vaste

saman band lu samn band lu samn band lu 

arman band lu arman band lu

is jindgi ka talabgar mai nahi 

ae maut thahar ja ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

is jindgi ka jindgi ka talabgar mai nahi 

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi 

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

kuch jor to nahi tujhpe oh 

mahjabi oh mahjabi oh mahjabi

haye kuch jor to nahi tujhpe oh mahjabi 

ye jaan karz hai ye jaan karz hai

lekin ye araz hai lekin ye araz hai

ye jaan karz hai ye jaan karz hai

lekin ye araz hai lekin ye araz hai

mohlat hai kam badi fursat hai kam badi

din sirf chaar hai din sirf chaar hai 

din sirf chaar hai

jalwe hazar hai jalwe hazar hai

is jalwagahe naaz se bezar mai nahi

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

is jindgi ka talabgar mai nahi 

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

har jakhm tu bhare dil tujhse kyo dare

har jakhm tu bhare dil tujhse kyo dare

raahe farar tu dil ka karar tu 

raahe farar tu dil ka karar tu

har jakhm tu bhare alla dil tujhse kyo dare

raahe farar tu dil ka karar tu

har dard ki dawa mayush ki duwaa 

khushiyo ka taaj tu gum ka ilaaj tu gum ka ilaaj tu

tu hai masiha lekin bimar mai nahi

ae maut thahar ja ai maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

is jindgi ka is jindgi ka talabgar mai nahi 

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

banda kamal hu mai bhi kawal hu 

mai bhi kawal hu banda kamal hu

mahfil hai rang me mai hu tarang me

ye saaj do mujhe awaj do mujhe 

ae mere dosto mujhse na tum daro mujhse na tum daro

koi vakil jaj ya thaanedar mai nahi

ae maut thahar ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

ae maut thahar ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

Explore this song