Roman script

is tute hue dil ka ab kaun sahara hai

is tute hue dil ka ab kaun sahara hai

apne na bane apne ab kaun humara hai

is tute hue dil ka

ae duniya bata humko jaaye to kidhar jaaye

ae duniya bata humko jaaye to kidhar jaaye

humko to najar aati manjil na kinara hai

apne na bane apne ab kaun humara hai

is tute hue dil ka

jina bhi agar chahe kis aas pe hum jeeye

jina bhi agar chahe kis aas pe hum jeeye

umeed ke akaash pe ab chaand na tara hai

apne na bane apne ab kaun humara hai

is tute hue dil ka

ab kisse gila shikwa aur kisse shikaayat ho

ab kisse gila shikwa aur kisse shikaayat ho

takdir ke maaro ko takdir pe mara hai

apne na bane apne ab kaun humara hai

is tute hue dil ka ab kaun sahara hai

is tute hue dil ka ab kaun sahara hai

is tute hue dil ka

Explore this song