Roman script

is tarah pyar se tumne dekha sanam 

kya kahe kya hua hum rahe ab na hum 

tumhara kya gaya humara dil gaya 

ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum 

is tarah pyar se tumne dekha sanam 

kya kahe kya hua hum rahe ab na hum 

tumhara kya gaya humara dil gaya 

ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum 

na hum jante tumhe na pahchante ho tum 

ye achchha nahi hain jo kiye tumne hosh gum 

tumhe ye khabar hain kya ye darde jigar hain kya 

badi khub dillagi mere sath tumne ki 

tumhara kya gaya humara dil gaya 

ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum 

is tarah pyar se 

tumhare bina hume na an chain aayega 

humara khyal to tumhe bhi satayega 

yahi sach hain maan lo na yun imtihaan lo 

juda hoke jana ke ab aajmaaon na 

tumhara kya gaya humara dil gaya 

ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum 

is tarah pyar se tumne dekha sanam 

kya kahe kya hua hum rahe ab na hum 

tumhara kya gaya humara dil gaya 

ki ab dil ko sanam kahan dhundhenge hum 

is tarah pyar se tumne dekha sanam

Explore this song