Roman script

is tarah pyar se tumne dekha sanam 

kya kahe kya hua ham rahe na ham 

tumhara kya gaya hamara dil gaya 

ki ab dil ko sanam kaha dhundhenge ham 

is tarah pyar se

na ham jante tumne na pahchane ho tum

ye achcha nahi hai jo tumne kiye hosh gum 

tumhe ye khabar hai kya sath tumne ki 

badi khub dilgi mere sath tumne ki 

tumhara kya gaya hamara dil gaya 

ki ab dil ko sanam kaha dhundhenge ham 

is tarah pyar se

tumhare bina hame na chain aayenga

hamara khyal to tumhe bhi satayenga

yahi sach hai maan lo na imtihan lo 

juda hoke jaao naa ke ab aajmaao na 

tumhara kya gaya hamara dil gaya 

ki ab dil ko sanam kaha dhundhenge ham 

is tarah pyar se tumne dekha sanam 

kya kahe kya hua ham rahe na ham 

tumhara kya gaya hamara dil gaya

Explore this song