Roman script

is pal main hoon ya tum bhi ho

ya dono hoke bhi na hain

kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho

ya kehna sunna mana hain

is pal main hoon ya tum bhi ho

ya dono hoke bhi na hain

tumhein dekh ke yaad aayi

wahi bisari kahaani

deewane ka kissa, ya phir ek deewaani

dono sang sang rehte har dum

aisa ye maine suna hai

is pal main hoon ya tum bhi ho

ya dono hoke bhi na hain

kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho

ya kehna sunna mana hain

ishq hua

tum bata do yaad koi, kya puraani leke aau

ya nishaani deti jau, ya kahaani leke jau

ya ki man chhod du jaaye

ye jaata, jaata jahaan hai

is pal main hoon ya tum bhi ho

ya dono hoke bhi na hain

kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho

ya kehna sunna mana hain

is pal main hoon

Explore this song