Roman script
koi surat nahi aankho me teri surat ke siva koi hasrat nahi is dil me teri hasrat ke siva keh raha aaj dil keh raha aaj dil ab to jeena hai mushkil is mohabbat ke siva, is mohabbat ke siva is mohabbat ke siva, is mohabbat ke siva jaane kab main ban baitha tera deewana shaayad apna dil hoga kuch aashiqaana is jahan se judaa lag raha tu mujhe bas yehi sochkar dil diya hai tujhe mil gayi jabse tu mil gayi jabse tu kuch bhi maanga na rab se teri ulfat ke siva, teri ulfat ke siva teri ulfat ke siva, teri ulfat ke siva koi surat nahi aankho me teri surat ke siva koi hasrat nahi is dil me teri hasrat ke siva keh raha aaj dil keh raha aaj dil ab to jeena hai mushkil is mohabbat ke siva, is mohabbat ke siva is mohabbat ke siva, is mohabbat ke siva aiya aiya ya ya aiya aiya ya rakh deti hu apna dil raaho me teri jina hai ab mujhko to baaho me teri zindagi pyaar me muskuraane lagi jabse tu mere dil me samaane lagi main tujhe chaahti main tujhe chaahti kuch bhi chaaha na maine teri chaahat ke siva, teri chaahat ke siva teri chaahat ke siva, teri chaahat ke siva koi surat nahi aankho me teri surat ke siva koi hasrat nahi is dil me teri hasrat ke siva keh raha aaj dil keh raha aaj dil ab to jeena hai mushkil is mohabbat ke siva, is mohabbat ke siva is mohabbat ke siva, is mohabbat ke siva
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Pyaasa (2002)
- Composer: Sanjeev Darshan
- Lyricist: Faiz Anwar
- Actor: Aftab Shivdasani
- Actor: Yukta Mookhey
- Actor: Zulfi Syed
- Actor: Govind Namdeo
- Actor: Saadhika
- Actor: Smita Jaykar
- Actor: Anang Desai
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Sanjay Narvekar
- Actor: Akhilendra Mishra
- Actor: Mukesh Tiwari
- Actor: Arif Zakaria
- Actor: Narendra Bedi
- Actor: Charlie
- Actor: Nadeem Khan
singer: Alka Yagnik, Sonu Nigam