Roman script

ho ho ho ho 

is mitti ke kan kan ka hai 

upkaar hamare jivan par 

is mitti ke kan kan ka hai 

upkaar hamare jivan par 

sabse pahle hain dharti ka 

sabse pahle hain dharti ka 

adhikar hamre jivan par 

is mitti ke kan kan ka hai 

upkaar hamare jivan par 

vande matram, vande matram 

is maa ne aise laal diye 

jo chamk rahe hain suraj jaise 

jo chamk rahe hain suraj jaise 

sar par chadhai jati hain 

is mitti pe paanw dhare kaise 

is mitti pe paanw dhare kaise 

gar iska karj na bhar paye 

gar iska karj na bhar paye 

dhikkar hamare jivan par 

is mitti ke kan kan ka hai 

upkaar hamare jivan par 

vande matram, vande matram 

ho ho ho 

jo iske liye shahid huye 

ye dharti unki amanat hain 

ye dharti unki amanat hain 

kabhi pyaar kabhi talwaro se 

hame karni maa ki hifajat hain 

hame karni maa ki hifajat hain 

itihaas likha hain duniya ne 

itihaas likha hain duniya ne 

har baar hamare jivan par 

is mitti ke kan kan ka hai 

upkaar hamare jivan par 

bande matram, bande matram 

is maa ki god me jeena hain 

isaki khatir mar jaana hain 

isaki khatir mar jaana hain

ehshan chukana muskil hian 

ha apana farj nibhana hain 

ha apana farj nibhana hian 

kahi aisa na ho kal ko hanse 

kahi aisa na ho kal ko hanse 

sansaar hamare jivan par 

is mitti ke kan kan ka hai 

upkaar hamare jivan par 

is mitti ke kan kan ka hai 

upkaar hamare jivan par 

sabse pahle hain dharti ka 

sabse pahle hain dharti ka 

adhikar hamre jivan par 

vande matram matram, vande matram matram

vande matram matram, vande matram matram

vande matram matram, vande matram matram

Explore this song