Roman script
iss mele me log aate hai, kho jaate hai iss mele me log aate hai, kho jaate hai iss mele me log aate hai, kho jaate hai meri ungali pakad ke mere saath chalna meri ungali pakad ke mere saath chalna naa naa naa, chhod ungali chhod ungali pakad mera haath sajna chhod ungali pakad mera haath sajna iss mele me log aate hai, kho jaate hai aankhe jara der ko minch le tu tasvir meri yahi khinch le tu tasvir meri yahi khinch le tu paas apne use din raat rakhna meri ungali meri ungali pakad ke mere saath chalna chhod ungali pakad mera haath sajna iss mele me log aate hai, kho jaate hai hain kaam kitne magar vakt thoda hain kaam kitne magar vakt thoda banva le jaldi tu shadi ka joda, shadi ka joda tu bhi taiyaar apni baaraat rakhna meri ungali meri ungali pakad ke mere saath chalna chhod ungali pakad mera haath sajna iss mele me log aate hai, kho jaate hai upar niche aage pichhe khade hain iss pyar ke log dushman bade hain iss pyar ke log dushman bade hain dushmano pe najar din raat rakhna meri ungali meri ungali pakad ke mere saath chalna chhod ungali pakad mera haath sajna iss mele me log aate hai, kho jaate hai iss mele me log aate hai, kho jaate hai iss mele me log aate hai, kho jaate hai iss mele me log aate hai, kho jaate hai iss mele me log aate hai, kho jaate hai iss mele me log aate hai, kho jaate hai
Song details
- Singer: Abhijeet
- Singer: Sadhana Sargam
- Film / album: Sahibaan (1993)
- Composer: Shiv Hari
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Madhuri Dixit
- Actor: Sonu Walia
- Actor: Javed Khan
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Bharat Kapoor
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Tinu Anand
- Actor: Anjana Mumtaz
- Actor: Beena
- Actor: Mangal Dhillon
- Actor: Sudhir Pandey
- Actor: Baljeet
- Actor: Suresh
- Actor: Shahid
- Actor: Lallan
- Actor: Sethi
- Actor: Manjeet Kullar
- Actor: Rita
Song video
singer: Abhijeet, Sadhana Sargam
actor: Rishi Kapoor, Madhuri Dixit
