Roman script

o bedardi jane ke na kar bahane

o bedardi jane ke na kar bahane

is man ki nagariya se jao to jane

is man ki nagariya se jao to jane

ha hum khune jigar ko piye ja rahe hai

hum khune jigar ko piye ja rahe hai

tujhe yaad karke jiye ja rahe hai

tere saz me hai hamare tarane

o is man ki nagariya se jao to jane

is man ki nagariya se jao to jane

ha jab duniya ne mohar zuba par laga di

jab duniya ne mohar zuba par laga di

to aankho ne dil ki kahani suna di kahani suna di

ye zalim zamana laga muskurane

o is man ki nagariya se jao to jane

is man ki nagariya se jao to jane

na chanda hai apna sitare na apne

ke rato me sapne lage hai tadapne

meri nind tujhko chali hai manane

o is man ki nagariya se jao to jane

is man ki nagariya se jao to jane

is man ki nagariya se jao to jane

Explore this song