Roman script

is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha

isliye mai ban gaya viru se viru dada, viru dada

main gam hu arman nahi, pathar hu insan nahi

han ji ha ji ha ye sach hai mujhko phulo hi pahchan nahi

maine phul bahut kam dekhe kante bahut jayada

isliye mai ban gaya viru se viru dada, viru dada

is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha

pite pite din nikala pite rat hui

pite pite din nikala pite rat hui

ek magar ha kabhi kabhi anhoni si bat huyi

aankh me aansu bar aaye hasne ka kiya irada

isliye mai ban gaya viru se viru dada, viru dada

is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha

kabhi idhar mud jata hu kabhi udhar mud jata hu

mai banwara hu sab kaliyo ka rash pikar ud jata hu

na mai kasme khata hu na karta hu koi vada

isliye main ban gaya viru se viru dada, viru dada

is duniya me ji nahi sakta aadmi sidha sadha

isliye mai ban gaya viru se viru dada, viru dada

viru se viru dada, viru dada

viru se viru dada, viru dada

Explore this song