Roman script

is do rangi dunia me kahi to dhokha khaye

is do rangi dunia me kahi to dhokha khaye

are pyar karke ajnabi se albeli pachhtaye na

haye ram ye na kaho hamse suna jaye na

phul jaisa rup tera pyar ki umar hai

phul jaisa rup tera pyar ki umar hai

lekin tere dulhe ka ghar hai na dar hai

lekin tere dulhe ka ghar hai na dar hai

jaha piya mera wahi pe basera

jaha piya mera wahi pe basera

ho wahi pe basera

kaun dulhan hogi

kaun dulhan hogi

jo balam ka ghar basaye na

are pyar karke ajnabi se albeli pachtaye na

haye ram ye na kaho hamse suna jaye na

jab tujhe dekhu rani mai to padu soch me

jab tujhe dekhu rani mai to padu soch me

kab ka angur kaha is kauve ki choch me

kab ka angur kaha is kauve ki choch me

jisne sindur diya wahi mera pran piya

jisne sindur diya wahi mera pran piya

wahi mera pran piya

nata laga tumse

nata laga tumse

tu zamana mujhe bhaye na

are pyar karke ajnabi se albeli pachtaye na

haye ram ye na kaho hamse suna jaye na

nari ke liye to uska pati bhagwan hai

nari ke liye to uska pati bhagwan hai

tere pati dev ki to dunia hi maidan hai

tere pati dev ki to dunia hi maidan hai

sukh chahe dukh ho pas tera mukh ho

sukh chahe dukh ho pas tera mukh ho

pas tera mukh ho

thik hai par mathe ka likha koi mitaye na

haye ram ye na kaho hamse suna jaye na

are pyar karke ajnabi se albeli pachtaye na

haye ram ye na kaho hamse suna jaye na

Explore this song