Roman script

zum bumbura zum bumbura

is dil ne sapne kya kya sajaye

is dil ne sapne kya kya sajaye in sapno ka kya karu

zum bumbura zum bumbura 

is dil ne sapne kya kya sajaye in sapno ka kya karu

na to mujhe pata hai ye na dil ko hai khabar

na jaane ab ye zindagi le jayegi kidhar

na to mujhe pata hai ye na dil ko hai khabar

na jane ab ye zindagi le jayegi kidhar

is dil ne sapne kya kya sajaye in sapno ka kya karu

zum bumbura zum bumbura

zum bumbura zum bumbura

sine me ye dard-e-dil dabana hai mushkil

mai diwana to nahi phir bhi mujhako hai yaki

diwana tu kahegi mujhe, zum bumbura zum bumbura

is dil ne sapne kya kya sajaye

is dil ne sapne kya kya sajaye in sapno ka kya karu

zum bumbura zum bumbura

uski hi tamanna me machalta hai ye dil

dekhu na mai jab usko to jalta hai ye dil

mere dil ki ye lagi vo samajhati hi nahi

har pal mai sochata hi rahu

he is dil ne sapne kya kya sajaye

is dil ne sapne kya kya sajaye in sapno ka kya karu

na to mujhe pata hai ye na dil ko hai khabar

na jane ab ye zindagi le jaayegi kidhar

na to mujhe pata hai ye na dil ko hai khabar

na jaane ab ye zindagi le jayegi kidhar

Explore this song