Roman script

dil mein sanam ki suart aankho mein aashiki de 

mere khuda mujhe tu ek aur jindgi de 

ek aur jindgi de
kaise karu mohabbat do din ki jindgi mein 
ye din to beet jayege yu ki hansi hansi mein 

jee bhar ke pyar kar lu aisi mujhe khushi de 
jee bhar ke pyar kar lu aisi mujhe khushi de 
mere khuda mujhe tu ek aur jindgi de
dil mein sanam ki surat aankho mein aashiki de 

mere khuda mujhe tu ek aur jindgi de ek aur jindgi de 
sau saal tak sanam ki aankho mein dub jaau 
sau saal aur ho to usko gale lagau

sau saal fir milan ki duniya nayi nayi de 
sau saal fir milan ki duniya nayi nayi de 
mere khuda mujhe tu ek aur jindgi de 
dil mein sanam ki surt aankho mein aashiki de 
dil mein sanam ki surt aankho mein aashiki de 
mere khuda mujhe tu ek aur jindgi de ek aur jindgi de

Song details

Song video

Watch on YouTube