Roman script

tumhari yaad mein jalna ajeeb lagta hain

dheere dheere se pighalna ajeeb lagta hain

saari duniya ke badalne se mujhe fark nahi

bas ek tera badalna ajeeb lagta hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

dil hi jaane hain aa dil hi jaane hain

jinke liye barbaad hue hain

jinke liye barbaad hue hain 

woh anjaani hain jo bhi gujarti hain iss dil pe

jo bhi gujarti hain iss dil pe

dil hi jaane hain dil hi jaane hain 

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

dil hi jaane hain dil hi jaane hain 

hmmm hmm hmm hmm haaaa ha ha ha

bas itana sa hai afasana jo tha apna ab begana

dil tha paagal dil tha deewana 

gair ko tha jo apna mana gair ko tha jo apna mana 

iss dil ka bharosa kya kya iska thikana hain

woh baat sune dil jise chain ganwana hain

lootega dil yeh tootega dil yeh 

lootega dil yeh tootega dil yeh 

hamein dil se kya hain yaara

iss dil ka bharosa kya kya iska thikana hain

woh baat sune dil jise chain ganwana hain

woh heere gayi woh ranjhe gaye

woh laila gayi woh majnu gaye

bedard bada hai dil sanam na aana isaki chaal mein

jeena mushkil ho jaayega dil na dena kisi haal mein

dil na lagana deewani karta hain yeh manmaani

hmmm hmm hmm hmm hey ha ha ha

dil hi hansata hain dil hi rulata hain

dilwala dil ki duniya basata hain

jiske liye woh sab kuchh lutata hain

ek din wahi phir kyon dil todd jata hain

dil todd jata hain naakam kare badnaam kare

naakam kare badnaam kare iss ne sabko mara

iss dil ka bharosa kya kya iska thikana hain

woh baat sune dil jise chain ganwana hain

woh heere gayi woh ranjhe gaye, woh laila gayi woh majnu gaye

hai dil ko khabar dil jaane hain, kya dil mein hai pehchaane hain

yeh main jaanu mera rabb jaane, kaisi uljhan hain seene mein

kaise kahun kitni mushkil, hain bin tere ab jeene mein

woh heere gayi woh ranjhe gaye, woh laila gayi woh majnu gaye

Explore this song