Roman script

is dharti is khule gagan ka kya kahna 

madmati madbhari pawan ka kya khana 

phulo bhare ye gulsan hare

magan hua tan man kya kahna 

phulo bhare ye gulsan hare

magan hua tan man kya kahna 

gawalno ka roop ghunghato ki aad me

gawalno ka roop ghunghato ki aad me

gawalno ka roop ghunghato ki aad me

panchhiyo ka pyar bairiyo ki jaad me

basuri ki dhun khetiyo ke par se

panghato ki nar dole is pukar se

dhadkan badhe nasha sa chade

thirak uthe gagan kya kahna

chapuo ke rag kah rahe hai pyar se

chapuo ke rag kah rahe hai pyar se

jud gaye hai aaj kastiyo ke tar se

ja raha hai jane kon kisi ki chah me

bas raha hai kon jane kis nigah me

do dil mile to kaliya khile

machal uthe dhadkane kya kahna

do dil mile to kaliya khile

machal uthe dhadkane kya kahna

is dharti is khule gagan ka kya kahna 

madmati madbhari pawan ka kya khana 

phulo bhare ye gulsan hare

magan hua tan man kya kahna 

bas gayi hai nigahe jab kahi tum aaye ho

kya meri pukar sunke bhi praye ho

bas gayi hai nigahe jab kahi tum aaye ho

kya meri pukar sunke bhi praye ho

itna intzar roj kar na paungi

rok lungi aaj ya mai sath jaugi

duri ghati to ye duvidha hate to

fir mere sajan kya kahna 

duri ghati to ye duvidha hate to

fir mere sajan kya kahna 

is dharti is khule gagan ka kya kahna 

madmati madbhari pawan ka kya khana 

phulo bhare ye gulsan hare

magan hua tan man kya kahna 

phulo bhare ye gulsan hare

magan hua tan man kya kahna

Explore this song