Roman script

is bairan taqdeer ko tha

jane humse kya bair

phir bhi maang rahe hai hum

ae logo sabki khair

sari duniya ho gayi dushman aaj humari

sari duniya ho gayi dushman aaj humari

is kismat ne bana diya humko aaj bhikari

humko aaj bhikhari

sari duniya ho gayi dushman aaj humari

is kismat ne bana diya humko aaj bhikari

humko aaj bhikhari

main bhukhi rah sakti hu par in baccho ka kya karu

main bhukhi rah sakti hu par in baccho ka kya karu

is jeene se maut aa jaye hum sabko ye dua karo

ye jivan balwan bada

ye jivan balwan bada main ek nirbal nari

is kismat ne bana diya humko aaj bhikari

humko aaj bhikhari

sari duniya ho gayi dushman aaj humari

kaisa waqt pada hum par jo kisi pe bhi pad sakta hai

kaisa waqt pada hum par jo kisi pe bhi pad sakta hai

kaun bhala duniya me apni kismat se lad sakta

bhola panchhi kya kare

bhola panchhi kya kare jab pichhe pade shikari

is kismat ne bana diya humko aaj bhikari

humko aaj bhikhari

sari duniya ho gayi dushman aaj humari

duniya jisko thukraye bhagwan sahara deta hai

duniya jisko thukraye bhagwan sahara deta hai

dubne wali kashti ko tufan kinara deta hai

dub saki na paar huyi

dub saki na paar huyi main dukh dard ki maari

is kismat ne bana diya humko aaj bhikari

humko aaj bhikhari

sari duniya ho gayi dushman aaj humari

is kismat ne bana diya humko aaj bhikari

humko aaj bhikhari

Explore this song